khirki,chand kitab aur main,
mudat se ik bab aur main,
shab bhar khelain apas main,
do aankhain ik khawanb aur main,
mouj aur kashti sahil per,
darya main gardab aur main,
sham,udasi,khamoshi,
kuch kankar talab aur main,
har shab pakre jate hain,
gehri neend,kitab aur main.
Shahid Mehmood said:
khirki,chand kitab aur main,
mudat se ik bab aur main,
shab bhar khelain apas main,
do aankhain ik khawanb aur main,
darya main gardab aur main,
sham,udasi,khamoshi,
kuch kankar talab aur main,
har shab pakre jate hain,
gehri neend,kitab aur main.