newspaper main zoo main job ka ad aya.
aik B.A pas banda chala gya.interview k bad us ko select karb liya gya.
selection k bad candidate ne pocha mue karna kya hoga
to admin ne kaha reech(bear)mar gya hai uski khal pehn k uski jaga bethna hai.
us k sath wale pinjre main lion tha.kuch dair bad lion bear k pas gya to bear wale bande ne dar k chilana shoru kar diya.to lion bola kyoun muje b nokri se niklwao gay main b tumari tara hun.to bear wale bande ne pocha main B.A pas hun to muje ye job mili tum lion wale ne kaha main
M.A pass hun.bear wale nre pocha aur jo monkey darakhton pe charhe hain wo.to lion wale bande ne kaha wo metrick wale hain