1 Pathan ne Jaali note Banaya aur Quaid-e-Azam ki Topi lagana bhol gaya:Jab dukandar ko dia to Dukandar ne kaha: Iski to Topi nahi hai.Pathan: Ye Quaid-e-Azam ki Garmion ki Tasveer hai.